- thought
Vo baat zara si jise kehte hain gham-e-dil
Samjhane mea ik umr guzar jaaye hai pyare
- thought
Hum aaj rah-e-tamanna (way of desire) mea jee (heart) ko haar aaye
Na dard-o-gham ka bharosa raha na duniya ka
- thought
Gham se nazuk zabt-e-gham (hiding gham) ki baat hai
ye bhi dariya hai magar thehra (ruka) hua
- shayiri
Dukh de ya rusvaye (disgrace) de
gham ko mere gehraye (depth) de
- thought
Kis tarah apni mohabbat ki mae takmil (finishing) karu
Gham-e-hasti (worries of life) bhi to shamil hai gham-e-yaar ( worries of love) ke saath
- thought
Zamane bhar ke gham ya ik tera gham
Ye gham hoga to kitne gham na honge
- thought
Kaun kisi ka gham khata hai
Kahne ko gham-ḳhvar ( who console you for gham )hai duniya
- shayiri
Dil ko gham raas hai yu gul (flower) ko sabaa ( eastern wind) ho jaise
Ab to ye dard ki soorat hi dava ho jaise
- shayiri
Gham-e-dil ab kisi ke bas ka nahin
Kya dava kya dua kare koi
- thought
Ye kis maqam pe laayi hai zindagi hum ko
Hansi labon pe hai seene mea gham ka daftar ( large book) hai
- thought
Gham agarche (although) jaan-gusil (heartbreaking) hai par kahan bachen (break in pain) ki dil hai
Gham-e-ishq ( love for worries) gar na hota gham-e-rozgar ( business of worries) hota
- shayiri
Ranj-o-gham (full of sorrow) dard-o-alam (pain and tragedy) zillat-o-rusvaye (dishonour disgrace) hai
Hum ne ye dil ke lagane ki saza paaye hai
- thought
Takmil-e-arzoo (completion of desire) se bhi hota hai gham kabhi
Aise dua na maang jise baddua kahen
- thought
Tum azeez (favourite) aur tumhara gham bhi azeez
kis se kis ka gila kare koi
- shayiri
Bahr-e-gham (ocean of sorrows) se paar hone ke liye
Maut ko sahil (kinara) banaya jayega
- thought
Gham ki tauhin (insult) na kar gham ki shikayat kar ke
Dil rahe ya na rahe azmat-e-gham (greatness of sorrow) rehne de
- thought
Yu na kisi tarah kati jab meri zindagi ki raat
Chhed ke dastan-e-gham dil ne mujhe sula diya
- shayiri
Bahr-e-gham (ocean of sorrows) se paar hone ke liye
Maut ko sahil (kinara) banaya jayega
- thought
Raat teri yadon ne dil ko is tarah chheda
Jaise koi chutki le narm narm galon mea
- thought
Mohabbat mea ye kya maqam aa rahe hain
Ki manzil pe hain aur chale ja rahe hain
- thought
Na jaane kaun si manzil pe aa pahuncha hai pyaar apna
Na hum ko attbaar apna , na unko attbaar apna
- poem
Mae khud hi itna toota hu kya sambhalo ki tum mujhko
Mujhe sambhalte sambhalte tum khud bikhar jao gi
Udaas mae itna hu – hassane ki koshish kar k to dhekho
Vada hai mera , hum hasane aao gi – aur ro k jao gi
Bas chod do tum hamhe hamare hi haal pe
Sahara dekar dheko to tum , Mujhe phir tum kandha ( after death) dene aayogi
Chali hi jao door tum mujhse , acha hi lagega mujhe
Pass aao gi tum to phir door ja hi na pao gi
Aur mere gurbat ( bad luck) pe tadapti reh jao gi.
Phir tapadta dhekkar tumhe kyo tum hame ek zindagi me sau (hundred) baar marwaogi
- song
Mae ye soch kar uske dar se uda tha , ki wo rok le gi manale gi mujhko
Hawaoo mea lehrata aata tha daaman , ki daaman pakad k bhitha le gi mujhko
Kadam aase andaz se udd rahe thea , ki aawaz de kar bulale gi mujhko
Magar ussne roka Na ussne manaya Na daaman hi pakda Na mujhko bhithaya Na awaz hi di Na wapis bulaya
Mae aahista aahista badta hi aaya , Yaha tak ki usse juda ho gaya mae — juda ho gaya mae.
- THOUGHT
Dhuk agar ander hai to acha hae , Agar bahar gaya to wo mazak ban jata hai
- thought
Mohabbat ki to koi hadh , koi sarhad nahi hoti
Hamare darmaya ye fasle kaise nikal aaye
- thought
Kisi ke tum ho kisi ka khuda hai duniya mea
Mere nasseb mae tum bhi nahi khuda bhi nahi
- SHAYIRI
Sare duniya ke gham hamare hai
Aur sitam ye ki hum tumhare hai
- thought
Tera milna khushi ki baat sahi
Tujh se mil kar udaas rehta hu
- thought
Hame bhi need aa jaegi hum bhi so hi jaege
Abhi kuch bekarari hai sitaro hum to so jao
- thought
Khuda ki itni badi kayenat ( universe) mea maine
Bas ek saskh ko manga , mujhe vahi na mila
- thought
Ishq se tabiyat ne ziist ( life) ka maza paya
Dard ki dava paye dard-e-be-dave paya
- thought
Yu to har shyam ummedo mea gujar jati hai
Aaj kuch baat hai to shyam pe rona aaya
- thought
Phir kho na jae hum kahi duniya ki bheed mea
Milti hai pass aane ki mohlat kabhi kabhi
- thought
Hum apna ishq chamkaye tum apna husn chamkao
Ki harren (amused) dhek kar aalam ( world) , hamea bhi ho tumhe bhi ho
- thought
Akl (mind) ko tanqiid ( criticism) se fursat nahi
Ishq par aamal (actions) ki buniyad rakh
- thought
Zara se baat sahi teri yaad aa jana
Zara se baat bahut dher tak rulati thi
- thought
Hazzar tarah ke thea ranj (sorrow) pichhle mausam mea
Par itna tha ki koi saath rone vaala tha
- thought
Koi ik zayeqa (taste) nahin milta
Gham mea shamil ḳhushi si rehti hai
- shayiri
Shikva-e-gham (complaint of sorrow) tere huzoor (service) kiya
Hum ne be-shak (without doubt) bada qusoor (mistake) kiya
- shayiri
Aish hi aish hai na sab gham hai
Zindagi ik hasin sangam hai
- thought
Lazzat-e-gham (taste of sorrow) to baḳhsh (dena) di us ne
Hausle (strength) bhi ‘adam’ diye hote
- shayiri
Zindagi kitni masarrat ( happiness) se guzarti ya rab
Aish ki tarah agar gham bhi gavara ( acceptable) hota
- shayiri
Kisi sabab se agar bolta nahi hu mae
To yu nahi ki tujhe sochta nahi hu mae
- thought
Vaise to tumhe ne mujhe barbad kiya hai
Ilzam kisi aur ke sar jae to acha
- thought
Tu ne hi to chaha tha ki milta rahun tujh se
Teri yahi marzi hai to acha nahin milta
- thought
Bhari duniya men faqat mujh se nigahen na chura
Ishq par bas na chalega teri danaai ( intellegence) ka
- thought
Kis se ja kar mangiye dard-e-mohabbat ki dava
Charagar (doctor) ab ḳhud hi bechare nazar aane lage
- shayiri
Irada kar to liya hota usko chodne ka maine
Bas Irade pe duniya nahi chalte meri
Wafa ke khel mea mai sabse upar tha
Aur koi khel mea par kalakari nahi chati meri
- gazal
Phuloo ki tarah lab (lips) khol kabhi
Khusboo ki juab ( language) mea bol kabhi
Alfaz ( alphabet) parakhta (judge) rehta hai
Aawaz hamari tol kabhi
Anmol nahi lekin phir bhi
Pooch to muft ka mol (price) kabhi
Kidki (windows) mea kati hai sab ratea (nights)
Kuch choras (square) aur kuch gol (circle) kabhi
Ye dil bhi dost zameen ki tarah
Ho jata hai dama dol (unbalanced) kabhi
- thought
Phir mujhko chahne (love) ka tumhe koi haq nahi
Par haan karhane (cry) ka tumhe koi haq nahi
- THOUGHT
Ab kargah-e-dahr (workshop of world) mea lagta hai bahut dil
aea dost kahin ye bhi tera gham to nahin hai
- shayiri
Gham mujhe dete ho auroon ki ḳhushi ke vaste
Kyu bure bante ho tum nahaq (be-insaaf) kisi ke vaste
- thought
Ilahi ek gham-e-rozgar (worries of lofe) kya kam tha
Ki ishq bhej diya jan-e-mubtala (sad life) ke liye
- shayiri
Masarrat ( pleasure) zindagi ka dusra naam
Masarrat ki tamanna mustaqil ( forever) gham
- thought
Phir meri aas (umeed) badha kar mujhe mayoos na kar
hasil-e-gham (acquiring unhappiness myself) ko ḳhuda-ra (for GOD’s sake) gham-e-hasil (unhappiness finding me) na bana
- SHAYIRI
Chingariyan na daal mere dil ke ghavo mea
main ḳhud hi jal raha hu ghamon ke alaao ( pricky heat) mea
- THOUGHT
Sach hai umr bhar kis ka kaun saath deta hai
gham bhi ho gaya ruḳhsat dil ko chhod kar tanha
- shayiri
Bhule-bisre hue gham phir ubhar aate hain kyo
Aaina dekhen to chehre nazar aate hain kyo
- thought
Dil dabbaa jaata hai kitna aaj gham ke bhaar se
Kaisi tanhaye tapakti hai daro divar se
- thought
Gham-e-hasti (worries of life) ka ‘ashad’ (excessive) kis se ho juz ( folded , in binding ) marg ( remedy) ilaaj ( treatment)
shamma har rang mea jalti hai sehar hone tak
- thought
Phir de ke ḳhushi hum usee nashad (sadness) karen kyu
gham hi se tabiyat (nature) hai agar shaad (cheerfull) kisi ki
- SHAYIRI
Saut (sound) kya hai , ḳhamoshi kya hai ?
Gham kise kehte hain , ḳhushi kya hai ?
- THOUGHT
Hum ne tumhare gham ko haqiqat bana diya
Tum ne hamare gham ke fasane (stories) banaye hain
- shayiri
Na jaane haar hai ya jeet kya hai
Ghamon par muskurana aa gaya hai
- thought
Bahut dushvar (difficult) samjhana hai gham ka
samajh lene mea dushvari (difficulty) nahin hai
- THOUGHT
Usse bhi jaate hue tum ne mujh se chheen liya
Tumhara gham to meri aarzoo (desire) ka zevar tha
- thought
Saari duniya ke ranj-o-gham de kar
Muskurane ki baat karte ho
- shayiri
Khamoshi se hue fughan (cry of pain) se hui
Ibtida (beginning) ranj (sorrow) ki kahan se hui
- THOUGHT
Ishq ne jis dil pe qabza kar liya
Phir kaha uss mein nashat-o-gham ( trace of sorrow) rahe
- shayiri
Yahi hai daur-e-gham-e-ashiqi ( time of sorrow of love) to kya hoga
Isi tarah se kati zindagi to kya hoga
- thought
Gham azizon ( loved ones) ka, hasinon (beautiful people) ki judaye dekhi
Dekhen , dikhlaye abhi gardish-e-dauran (unlucky period) kya kya
- THOUGHT
Sharbat ka ghunt jaan ke peeta hun ḳhun-e-dil ( heart blood / sorrow)
Gham khate khate munh ka maza tak bigad gaya
- THOUGHT
Khuda ki den hai jis ko nasib ho jaaye
Har ek dil ko gham-e-javedan (everlasting sorrow) nahin milta
- SHAYIRI
Safed-poshi-e-dil ( making heart chearfull) ka bharam bhi rakhna hai
Teri ḳhushi ke liye tera gham bhi rakhna hai
- THOUGHT
Vo bhala kaise bataye ki gham-e-hijr ( sorrow of separation) hai kya
Jis ko aghosh-e-mohabbat ( lap of love) kabhi hasil na hua
- thought
Ik ik qadam pe rakkhi hai yu zindagi ki laaj
Gham ka bhi ehtiram ( respect) kiya hai ḳhushi ke saath
- thought
Sukooon de na sakee rahaten zamane ki
Jo neend aaye tere gham ki chhanv (shadow) mea aaye
- thought
Gham ki duniya rahe aabad ‘shakil’
Muflisi (poorness) mea koi jageer to hai
- THOUGHT
Ye gham-kada ( place full of sorrows) hai is mea ‘mubarak’ ḳhushi kahan
Gham ko ḳhushi bana koi pehlu (way) nikal ke
- THOUGHT
Gham-e-jahan ( sorrow of world) o gham-e-yar ( sorrow of love) do kinare hain
Udhar jo doobe vo aksar idhar nikal aaye
- SHAYIRI
Meri rudad-e-gham ( story of sorrow) vo sun rahe hain
Tabassum ( smile) sa labon par aa raha hai
- THOUGHT
Hamen duniya mea apne gham se matlab
Zamane ki ḳhushi se vasta kya
- SHAYIRI
Ba-qadr-e-zauq (value and taste less) mere ashk-e-gham ( tear of sorrow) ki tarjumani ( explanation)hai
Koi kehta hai moti hai koi kehta hai paani hai
- SHAYIRI
Gham mea Doobe hi rahe dam na hamara nikla
Bahr-e-hasti ( ocean of life) ka bahut dur kinara nikla
- THOUGHT
Tumhari aakho ki toheen ( disrespect) hai zara socho
Tumhara chahne wala sharaab peta hai
- SHAYIRI
Hum intizar karen hum ko itni taab (patience) nahin
Pila do tum hamen paani agar sharab nahin
- SHAYIRI
Jab koi nahi sunta meri , mera sahe (right) hone par bhi
To mere hath mea kalam aur kagaz aa jata hai
Aur kamana to chahta hu do waqt ki roti
Par chatt ( celing) toote ( broken) dhek ke maan mea lalach aa jata hai
- SHAYIRI
Tere yu kareeb aane mea daar lagta hai
Wo jhumka sajane mea daar lagta hai
Kahi dil lagane ka bahana na bana lu tujhe
Isse liye dil lagane se dar lagta hai
- SHAYIRI
Mai uske samne jaanbhoj ( delebratly) ke harta hi raha hu
Wo yu ki mera jeetna usko pasand nahi hai
Kehne ko to wo meri humsafar hai
Par mujhme uski pasand ka koi rang nahi hai
- SHAYIRI
Vo mile bhi to ik jhijhak (hesitation) si rahi
kaash thodi si hum piye hote
- THOUGHT
Kidhar se barq (light) chamakti hai dekhen ai vaa.iz (adviser)
main apna jaam uthata hu tu kitab utha
- SHAYIRI
Tum kya jano apne aap se kitna sharminda hu
Choot gaya hai sath tumhara aur abhi tak zinda hu
- SHAYIRI
Dil na-umeed to nahin naa kaam hi to hai
Lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
- THOUGHT
Kar raha tha gham-e-jahan ka hisab
Aaj tum yaad be-hisab aaye
- SHAYIRI
Apne chehre se jo zahir hai chhupaye kaise
Teri marzi ke mutabiq nazar aayen kaise
- SHAYIRI
Saari duniya ke gham hamare hain
Aur sitam ye ki ham tumhare hain
- shayiri
Ashk-e-gham (tears of sadness) dida-e-pur-nam ( tearfull eys) se sambhale na gaye
Ye vo bachche hain jo maa-baap se paale na gaye
- thought
Zindagi di hisab se usne
Aur gham be-hisab likkha hai
- shayiri
Dil gaya raunaq-e-hayat ( life’s brightness) gaye
Gham gaya saari kayenat gaye
- shayiri
Ab to ḳhushi ka gham hai na gham ki ḳhushi mujhe
Be-his (insensitive) bana chuki hai bahut zindagi mujhe
- SHAYIRI
Patthar ke jigar vaalo gham mein vo ravani hai
Khud raah bana lega behta hua paani hai
- SHAYIRI
Gham aur ḳhushi mea farq na mehsoos ho jahan
Mae dil ko us maqam (destination) pe laata chala gaya
- thought
Meri qismat mea gham gar itna tha
Dil bhi ya-rab kaye (many) diye hote
- thought
Aaye gham-e-zindagi na ho naraz
Mujh ko aadat hai muskurane ki
- thought
Ek vo hain ki jinhen apni ḳhushi le duubi
Ek hum hain ki jinhen gham ne ubharne na diya
- thought
Unka gham unka tasavvur (imagination) unki yaad
Kat rahi hai zindagi aaram se
- shayiri
Gham se bikhra na paa.emaal ( ruined/ destroyed) hua
Mae to gham se hi be-misal ( unique / incomparable) hua
- thought
Qaid-e-hayat ( life) o band-e-gham (bondage of grief) asl mea donon ek hain
Maut se pehle aadmi gham se najat ( freedom) pae kyu
- shayiri
Mae rona chahta hu ḳhoob rona chahta hu mae
Phir us ke baad gehri neend sona chahta hu mae
- thought
Jab tujhe yaad kar liya subhe mahek mahek uthi
Jab tera gham jaga liya raat machal machal gaye
- thought
Musebat (muskil) aur lambi zindagani
Buzurgon ki dua ne maar Daala
- thought
Gham hai na ab ḳhushi hai , na ummed hai na aaas
Sab se nijat (freedom) paaye zamane guzar gaye
( it has been long I got freedom from all these)
- thought
Tujh ko padkar bhi na kam ho saki be-tabi-e-dil (anxiety of heart)
Itna aasan tere ishq ka gham tha hi nahin
- shayiri
Mujhe ḳhabar nahin gham kya hai aur ḳhushi kya hai
Ye zindagi ki hai soorat to zindagi kya hai
- shayiri
Gham mea kuchh gham ka mashghala (hobby) ke jiye
Dard ki dard se dava ke jiye
- thought
Ye gham nahin hai ki hum donon ek ho na sake
Ye ranj hai ki koi darmiyan mea bhi na tha
- gazal
Dil ki chooto (wonds) ne kabhi chein se kabhi jeene na diya
Jab chali sard hawa , maine tujhe yaad kiya
Iss ka rona nahi kyo tumne kiya dil barbaad
Iska gham hai ki bahut deer mea barbaad kiya
- thought
Dard o gham dil ki tabiyat ban gaye
Ab yahan aaram hi aaram hai
- thought
Ik ishq ka gham aafat aur uspe ye dil aafat
Ya gham na diya hota ya dil na diya hota
- thought
Agar maujen (waves) dubo dete to kuch taskin (satisfaction) ho jaati
Kinaron ne duboya hai mujhe is baat ka gham hai
- GAZAL
Hum ko kiske gham ne maara ye kahani phir sahi
Kis ne toda dil hamara , ye kahani phir sahi
Dil le lutnay ka sabab poocho na sab ke samne
Naam aaye ga tumhara , ye kahani phir sahi
Nafrato ke teer kha kar dosto ke sehar mea
Hum ne kis kis ko pukara , ye kahani phir sahi
Kya bataye pyar ki baazi wafa ki rah mea
Kon jeeta kon haara , ye kahani phir sahi
- thought
Gham hai avara akele mein bhatak jaata hai
Jis jagah rahiye vahan milte-milate rahiye
- thought
Jama hum ne kiya hai gham dil mea
Iska abb suut (interest) khaaye jayenge
- shayiri
Kya kahoo kis tarah se jeeta hu
Gham ko khata hu aansoo peeta hu
- thought
Arre o aasmaan vaale bata iss mea bura kya hai
ḳhushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi guzar jaayen
- shayiri
Meri zindagi pe na muskura mujhe zindagi ka alam (grief) nahin
Jise tere gham se ho vasta vo ḳhizan (autumn) baahar se kam nahin
- thought
Dard o gham dil ki tabiyat ban gaye
Ab yahan aaram hi aaram hai
- thought
Ik ishq ka gham aafat aur uspe ye dil aafat
Ya gham na diya hota ya dil na diya hota
- thought
Agar maujen (waves) dubo dete to kuch taskin (satisfaction) ho jaati
Kinaron ne duboya hai mujhe is baat ka gham hai
- shayiri
Ashk-e-gham (tears of sadness) dida-e-pur-nam ( tearfull eys) se sambhale na gaye
ye vo bachche hain jo maa-baap se paale na gaye
- thought
Zindagi di hisab se usne
Aur gham be-hisab likkha hai
- shayiri
Dil gaya raunaq-e-hayat ( life’s brightness) gaye
Gham gaya saari kayenat gaye
- thought
Ik ik qadam pe rakkhi hai yu zindagi ki laaj
Gham ka bhi ehtiram ( respect) kiya hai ḳhushi ke saath
- thought
Sukooon de na sakee rahaten zamane ki
Jo neend aaye tere gham ki chhanv (shadow) mea aaye
- thought
Gham ki duniya rahe aabad ‘shakil’
Muflisi (poorness) mea koi jageer to hai
- shayiri
Bhule-bisre hue gham phir ubhar aate hain kyo
Aaina dekhen to chehre nazar aate hain kyo
- shayiri
Dil dabbaa jaata hai kitna aaj gham ke bhaar se
Kaisi tanhaye tapakti hai daro divar se
- thought
Gham-e-hasti (worries of life) ka ‘ashad’ (excessive) kis se ho juz ( folded , in binding ) marg ( remedy) ilaaj ( treatment)
Shamma har rang mea jalti hai sehar hone tak
- shayiri
Gham mujhe dete ho auroon ki ḳhushi ke vaste
Kyu bure bante ho tum nahaq (be-insaaf) kisi ke vaste
- thought
Ilahi ek gham-e-rozgar (worries of lofe) kya kam tha
Ki ishq bhej diya jan-e-mubtala (sad life) ke liye
- shayiri
Masarrat ( pleasure) zindagi ka dusra naam
Masarrat ki tamanna mustaqil ( forever) gham
- shayiri
Bhula pana bahut muskil hai sab kuch yaad rehta hai
Mohabbat karne wala is liye barbad rehta hai
Agar Sone ( gold) ke pinjre me bhi rehta hai
Parinda to vahi hota hai jo aazad rehta hai
Chaman me goomne phirne k kuch aadab hote hai
Udhar hargis nahi jana waha sayeyad ( dushman)rehta hai
Lipat jati hai sari rasto ki yaad bachpan mea
Jidhar se gujrata hu mae – rashta yaad rehta hai
Hamhe bhi aone ache din ahi tak yaad hai “Rana”
Har ek Insaan ko apna zamana yaad rehta hai
- shayiri
Teri kushiyo ka sabab (reason) yaar koi aur hai na
Dosti mujh se hai aur pyar koi aur hai na
Tu mere ashq (tears) na dhek aur faqat (simply) itna bata
Jo tere husn pe marte hai bahut se hoge
Par tere dil ka talabgaar (claimer) koi aur hai na
- shayiri
Dil na-umeed to nahin naa kaam hi to hai
Lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
- thought
Kya kahoo kis tarah se jeeta hu
Gham ko khata hu aansoo peeta hu
- thought
Arre o aasmaan vaale bata iss mea bura kya hai
ḳhushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi guzar jaayen
- shayiri
Meri zindagi pe na muskura mujhe zindagi ka alam (grief) nahin
Jise tere gham se ho vasta vo ḳhizan (autumn) baahar se kam nahin
- shayiri
Aish hi aish hai na sab gham hai
Zindagi ik hasin sangam hai
- thought
Lazzat-e-gham (taste of sorrow) to baḳhsh (dena) di us ne
Hausle (strength) bhi ‘adam’ diye hote
- thought
Zindagi kitni masarrat ( happiness) se guzarti ya rab
Aish ki tarah agar gham bhi gavara ( acceptable) hota
- thought
Hazzar tarah ke thea ranj (sorrow) pichhle mausam mea
Par itna tha ki koi saath rone vaala tha
- thought
Koi ik zayeqa (taste) nahin milta
Gham mea shamil ḳhushi si rehti hai
- shayiri
Shikva-e-gham (complaint of sorrow) tere huzoor (service) kiya
Hum ne be-shak (without doubt) bada qusoor (mistake) kiya
- thought
Vo baat zara si jise kehte hain gham-e-dil
Samjhane mea ik umr guzar jaaye hai pyare
- thought
Hum aaj rah-e-tamanna (way of desire) mea jee (heart) ko haar aaye
Na dard-o-gham ka bharosa raha na duniya ka
- thought
Gham se nazuk zabt-e-gham (hiding gham) ki baat hai
ye bhi dariya hai magar thehra (ruka) hua
- thought
Dukh de ya rusvaye (disgrace) de
gham ko mere gehraye (depth) de
- thought
Kis tarah apni mohabbat ki mae takmil (finishing) karu
Gham-e-hasti (worries of life) bhi to shamil hai gham-e-yaar ( worries of love) ke saath
- thought
Zamane bhar ke gham ya ik tera gham
ye gham hoga to kitne gham na honge
- shayiri
Kar raha tha gham-e-jahan ka hisab
Aaj tum yaad be-hisab aaye
- shayiri
Apne chehre se jo zahir hai chhupaye kaise
Teri marzi ke mutabiq nazar aayen kaise
- shayiri
Saari duniya ke gham hamare hain
Aur sitam ye ki hum tumhare hain
- thought
Kaun kisi ka gham khata hai
Kahne ko gham-ḳhvar ( who console you for gham )hai duniya
- shayiri
Dil ko gham raas hai yu gul (flower) ko sabaa ( eastern wind) ho jaise
Ab to ye dard ki soorat hi dava ho jaise
- thought
Gham-e-dil ab kisi ke bas ka nahin
Kya dava kya dua kare koi
- shayiri
Hum ko kiske gham ne maara ye kahani phir sahi
Kis ne toda dil hamara , ye kahani phir sahi
Dil le lutnay ka sabab poocho na sab ke samne
Naam aaye ga tumhara , ye kahani phir sahi
Nafrato ke teer kha kar dosto ke sehar mea
Hum ne kis kis ko pukara , ye kahani phir sahi
Kya bataye pyar ki baazi wafa ki rah mea
Kon jeeta kon haara , ye kahani phir sahi
- thought
Gham hai avara akele mein bhatak jaata hai
jis jagah rahiye vahan milte-milate rahiye
- thought
jama hum ne kiya hai gham dil mea
iska abb suut (interest) khaaye jayenge
- thought
Ye kis maqam pe laayi hai zindagi hum ko
Hansi labon pe hai seene mea gham ka daftar ( large book) hai
- thought
Gham agarche (although) jaan-gusil (heartbreaking) hai par kahan bachen (break in pain) ki dil hai
Gham-e-ishq ( love for worries) gar na hota gham-e-rozgar ( business of worries) hota
- shayiri
Ranj-o-gham (full of sorrow) dard-o-alam (pain and tragedy) zillat-o-rusvaye (dishonour disgrace) hai
Hum ne ye dil ke lagane ki saza paaye hai
- shayiri
Ab to ḳhushi ka gham hai na gham ki ḳhushi mujhe
Be-his (insensitive) bana chuki hai bahut zindagi mujhe
- shayiri
Patthar ke jigar vaalo gham mein vo ravani hai
Khud raah bana lega behta hua paani hai
- thought
Gham aur ḳhushi mea farq na mehsoos ho jahan
Main dil ko us maqam (destination) pe laata chala gaya
- thought
Haaye vo raz-e-gham
ki jo ab tak
tere dil meri nigah mea hai
- thought
Takmil-e-arzoo (completion of desire) se bhi hota hai gham kabhi
Aise dua na maang jise baddua kahen
- thought
Tum azeez (favourite) aur tumhara gham bhi azeez
Kis se kis ka gila kare koi
- thought
Bahr-e-gham (ocean of sorrows) se paar hone ke liye
Maut ko sahil (kinara) banaya jayega
- thought
Gham ki tauhin (insult) na kar gham ki shikayat kar ke
Dil rahe ya na rahe azmat-e-gham (greatness of sorrow) rehne de
- thought
Yu na kisi tarah kati jab meri zindagi ki raat
Chhed ke dastan-e-gham dil ne mujhe sula diya
- thought
Ek vo hain ki jinhen apni ḳhushi le doobi
Ek hum hain ki jinhen gham ne ubharne na diya
- thought
Aye gham-e-zindagi na ho naraz
Mujh ko aadat hai muskurane ki
- thought
Meri qismat mea gham gar itna tha
Dil bhi ya-rab kaye (many) diye hote
- shayiri
Gham mea kuchh gham ka mashghala (hobby) ke jiye
Dard ki dard se dava ke jiye
- thought
Ye gham nahin hai ki hum donon ek ho na sake
Ye ranj hai ki koi darmiyan mea bhi na tha
- songs
Dil ki chooto (wonds) ne kabhi chein se kabhi jeene na diya
Jab chali sard hawa , maine tujhe yaad kiya
Iss ka rona nahi kyo tumne kiya dil barbaad
Iska gham hai ki bahut deer mea barbaad kiya
- thought
Gham hai na ab ḳhushi hai , na ummed hai na aaas
Sab se nijat (freedom) paaye zamane guzar gaye
( it has been long I got freedom from all these)
- thought
Tujh ko padkar bhi na kam ho saki be-tabi-e-dil (anxiety of heart)
Itna aasan tere ishq ka gham tha hi nahin
- shayiri
Mujhe ḳhabar nahin gham kya hai aur ḳhushi kya hai
Ye zindagi ki hai soorat to zindagi kya hai
- thought
Itna roya hu gham-e-dost zara sa hans kar
Muskurate hue lamhat (moments) se ji darta hai
- thought
Muskuraou kabhi to lagta hai
Jaise hothon par karz rakha hai
- thought
Ek choti se muskurahat se shuru hua pyaar
Hazaar aansu bahane par bhi khatam nahi hota