- SHAYARI
Tere Lehze Mea Dhal Raha Hu Mae , Yani Fitrat Badal Raha Hu Mae
Rasta Katam Kyo Nahi Hota, Ek Muddat Se Chal Raha Hu Mae
Uska Shikwa Karu to Kaise Karu, Jiske Tukroo Pe Pal Raha Hu Mae
Jiske Seene Ki Aaj Dhadkan Hu, Uske Maathe ( forehead) Ka Bal Raha Hu Mae
Isse Pehle Ki Tu Badal Jae, Tujhse Pehle Badal Raha Hu Mae
Aur Peeche Rehne Ke Kauf Se Faizal , Sabse Aage Nikal Raha Hu Mae.
- SHAYARI
Chala Ta Zikr Zamane Ki Bewafaye Ga, Lo Aa Gaya Hai Tumhara Kyal Waise Hi
Mae Rokna Hi Nahi Chahta Tha Vaar Uska, Giri Nahi Mere Hathon Se Dhal Waise Hi
Hum Aa Gaye Hai Tehedam To Naseeb Apna, Wagarna Usne To Phenka Jaal Waise Hi
Humhe Bhi Shouk Na Tha Dastaan Sunane Ka, ‘Faraz’ Usne Bhi Poocha Tha Haal Waise Hi
- SHAYARI
Khud Ko Jeene Ki Tasaali, Mae Bahane Nahi Deta.
Ab Teri Yaad Bhi Aaye , Mae Aane Nahi Deta
Chahea Ek Aur Mohabbat Zaroori Hai Magar, Dil Tere Baad Kisi Se Bhi Nibhane Nahi Deta.
- SHAYARI
Zara Baat Maan Mere Bhai, Nahi Lagti
Mohabbat Ke Tanko Par Silaye Nahi Lagti
Ishq Mea Tabah Ho Jata Hai Nibahne Wala
Khelne Walo Ki Isme Pae ( Rupee) Nahi Lagti
Aur Aankri Rasta – Tanhaye aur Preshan Dil
Hath Katne Mea Sirf Kalayi Nahi Lagti
- THOUGHT
Zehar Ki Ghooth Jisko Keh Rahe Ho, Mae Pe Chuka Hu
Tumhara Khwab Hai jo Zindagi , Mae Jee Chuka Hu
Chale Gaye Thea Tum Jo Cheer Ke Ye Seena Mera
Zakm Jo Dhekhne Tum Aaye Ho , Mae Se Chuka Hu
- Thought
Humko Neeche Utar Le Ge Log
Ishq Upar Latka Rahe Ga Pankhe (Fan) Pe
- SHAYARI
Hisaab Kitaab Sirf Rab Ne Sahi Lagaya
Sab Ko Khali Hath Bheja Aur Khali Hath Bhulaya
- THOUGHT
Apni Haalat Ka Khud Eshaas Nahi Mujhko
Maine Auro se Suna Hai Ki Preshan Hu Mae
- SHAYARI
Chat Pe Kamra Hai Mera
Kamra Bhi Kone Wala
Kaam Aasani Se Ho Jata Hai Rone Wala
- SHAYARI
Kise Ne Muft Mea Paa Liya Wo Saqsh
Jo Saqsh Mujhe Har Keemat Pe Chahea Tha
- THOUGHT
Leen Dar Aa Gaye Hai Ander Tak
Paar Bhar Gaye Thea Chadar Se
- SHAYARI
Ye Manta Hu Halat-e-Bimaar Mea Nikla Hu
Rehna Hoshiyar Mae Phir Se Shikar Pe Nikla Hu
Wo Bhi Waqt Tha Ki Tumne Meri Keemat Na Samjhi
Rehna Khud Bikne Ko Tayar, Mae Bazar Mea Nikla Hu
- SHAYARI
Kisi Ka Kush Nahi Liya Maine, Apna Sab Kush Gava Diya Maine
Usne Thodi Se Roshni Mangi, To Ghar Apna Jala Diya Maine
Sach Kahu To Kabhi Kabhi Mae Bhi Sochta Hu Ye Kya Kiya Maine
Ik Ne Poocha Ki Roote Kaise Ho, Muskuraker Dikha Diya Maine
- THOUGHT
Zindagi Mea Jab Aap Ko Koi Milna Chahea
To Aap Utna Mile Jitna Wo Milna Chahea
- thought
Maut Bhi tu Jaldi Aaya Kar Gareeb Ke Ghar Pe
Kafan Ka Paisa Bhi Karch Hota Hai Dawayian Kharedne Ke Liye
- SHAYARI
Bahut Massom Ladki hai , Ishq Ki Baat Nahi Samajhti
Na Jane Kis Din Mea Khoye Rehti Hai ,Meri Raat Nahi Samajhti
Aur “Haan , Huun , Sahi Baat hai” to Kehti Hai
Alfass ( Words) Samjah Lete Hai , Jasbaat Nahi Samajhti
- SHAYARI
Batane Ki Baat To Nahi Hai, Par Batane Dogi Kya ?
Ishq Bepana Hai Tumse , Ek Baar Jatane Dogi Kya ?
Ki Tum Nadi (river) , Tum Pahad ( mountain) , Tum Titli , Tum Aasma Ho Mera
Ek Dibiya ( box) mea Sindoor Rakha Hai Mere Pass , Tum Lagane Do gi Kya ?
- SHAYIRI
Dil Bole Aankh (eyes) Se
“Tum Dhekha Karo Kam”, “Dhekte Ho Tum Aur Tadapte Hai Hum”
Aankh Boli Dil Se
“Tum Chaha Karo Kam” , ” Chahte Ho Tum Aur Rote Hai Hum”
- SHAYARI
Maut Ne Sari Raat Hamari Nabz Tatoli
Aesa Marne Ka Mahool Banaya Humne
Ghar Se Nikle Chowk (round about) Gaye , Phir Park Mea Baithe
Tanhaiye Ko Jagah Jagah Bhikhraya Humne.
- SHAYARI
Tumhare Baad Ye Dhukh Bhi to Sehna Pad Raha Hai
Kisi Ke Saath Majboori Mea Rehna Pad Raha Hai
Mujhe Baatea ( Talks) Nahi Teri Mohabbat Chahea Thi
Mujhe Afsoon Hai Ye Mujhe Kehna Pad Raha Hai.
- SHAYIRI
Agar Wo Chahti , Muskil Nahi Tha
Hame Lagta Hai Unka Dil Nahi Tha
Mohabbat Mea Wo Ladka Humse Jeeta
Jo Kal Tak Race Mea Shamil Nahi Tha
- SHAYARI
Ke Zehar ( Poison) Mangte Rahe Ge Marne Ke Baad Bhi
Aashiq Baaz Nahi Aaye Ge Marne Ke Baad Bhi
Aur Ye Wo Taye ( fix) Kare Ga Ki Saza Kya Hai Hamare
Jisko Mohabaat Nahi Samajh Aaye Gi Marne Ke Baad Bhi.
- SHAYARI
Ek Chehre Se Utarti Hai Nakabein Kitni
Log Kitne Hamea Ek Saks Mea Mil Jate Hai
Waqt Badle ga To Iss Baar Mai Poochu Ga Usse
Tum Badalte Ho To Kyo Log Badal Jate Hai.
- thought
Aap Itne Chote Baniye Ki Sab Aap Ke Sath Badh Sake
Aur Aap Itne Bade Baniye Ki Aap Jab Ude to Koi Badha Na Rahe
- SHAYARI
Bahut Mehnge (expensive) Thea , Par Ab Saste Mea Nahi Aaye ge
Jaa , Aaj Ke Baad Tere Raste Mea Nahi Aaye Ge
- SHAYARI
Kadam Kadam Par Naya Imtehan ( exam) Rakhti Hai
Zindagi Tu Mera Kitna Dyan Rakhti Hai
- shayiri
Wo jo mere apne hone ka dava karte hai
Mujhe pata hai wo dhikhawa karte hai
Peedh peeche wo meri karte hai burayi
Aur muh kea aage meri wah wah karte hai
- shayiri
Uski to Fitrat Hi Thi Sab Se Mohabbat Kar ne Ki
Hum to Bevajah Hi Khud ko Khush Naseeb Samajhte Rahe
- shayiri
Maut Si Bhi Ishq Hai , Tum Se Bhi Pyaar Hai
Maut Par Bhi Yakeen Hai , Tum Par Bhi Aatbaar Hai
Dekhte Hai Pehle Kon Aata Hai , Hamme to Dono Ka Intezar Hai
- shayiri
Ki Mujhko Gunehgar Kahe Aur Saza Na de
Inta Bhi Iqtehar ( Haq) Kisi Ko Khuda Na De
- shayiri
Tum Mohabat Sachi Ho Kya ?
Sach Much Itni Achi Ho Kya?
Aur Kyo Bhej Diya Wo Video Tumbe Family Group Par
Choti Bachi Ho Kya ?
- shayiri
Ye Maane Kab Kaha Ki Mere Haq Mea Faasla Kare
Agar Wo Mujhse kush Nahi Hai to Mujhe Juda Kare
Mai Uski Sath Jis Tarah Gujarta Hu Zindagi
Usse To Chahea Ki Mera Shukriya Ada Kare
- shayiri
Kuch Na Reh Saka Yaha , Veeraniya To Reh Gaye
Tum Chale Gaye To Kya , Kahaniya To Reh Gaye
- shayiri
Kise Ne Ek Sawal Pooch Kar Rula Diya
“Tum Dono Yaar Kab Se Baat Nahi Karte”
Khamoshi Ne Jab Hum dono Pe Kabu Pa Liya
Pyar To Karte Rahe , Par Tab Se Baat Nahi Karte
- shayiri
Milavat Hai Tumhare Ishq Mea Itr ( Perfume) Aur Sharab Ki
Kabhi Hum Mahek Jate Hai Kabhi Hum Bahek Jate Hai
- shayiri
Ek Aur Shaks Chod Kar Chala Gaya to Kya Hua
Hamare Sath Kon Sa Ye Pehli Martaba Hua
Mere Kilaf Dushmano Ki
- shayiri
Uski to Fitrat Hi Thi Sab Se Mohabbat Kar ne Ki
Hum to Bevajah Hi Khud ko Khush Naseeb Samajhte Rahe
- shayiri
Maut Si Bhi Ishq Hai , Tum Se Bhi Pyaar Hai
Maut Par Bhi Yakeen Hai , Tum Par Bhi Aatbaar Hai
Dekhte Hai Pehle Kon Aata Hai , Hamme to Dono Ka Intezar Hai


































































































































